iqra iqra Author
Title: Sad And Tragic Stories Behind Famous Celebrities
Author: iqra
Rating 5 of 5 Des:
Andaleeb made her entrance into mainstream cinema with the massive hit  Goonghat  in 1996. The quintessential beauty was the ultimate ...

Andaleeb made her entrance into mainstream cinema with the massive hit Goonghat in 1996. The quintessential beauty was the ultimate professional and a romantic at heart. She fell in love with Hanif Ghuman, an industrialist from Sialkot and the couple had a brief relationship.
Andaleeb, though, lost interest and moved on. Ghuman on the other hand could not. The man threw acid on Andaleeb’s face, disfiguring the actress, ruining her life in the process. Since then Andaleeb has undergone extensive facial plastic surgery and is happily married now. She stays away from showbiz for good measure, but the incident is a stark warning to all those who feel film stars live a charmed life!

aesa nahi hai ke mjhe ayyan se sympathy hai lakin chunke yeh article mushur celebs ki past life ki sad stories ke bare me hai is lia mujhe ap ko yeh batana per raha hai ke ayyan k father ke mutabiq ayyan to bhet choti bachi thi jab uske parents me divorce hua ayyan ki mother ne ayyan ko showbiz industry me dal dia ayyan ke father kehte hai ke aj wo jis hal me uski waja unki mother hai.
juggan kazim  tv per bhet shuhrat hasil ker ri hai lakin juggain ne bataya tha ke unhone jab pehli shadi ki thi to wo bhet jaldbazi me kia gya faisla tha  juggan ke pehle shohar se unki nibh nahi saki juggan ne khud bataya ke unke pehle shoher unhe mentally aor phisicaly to torture kerte the jiske bad unki tallaq ho gai aor phir juggan ne apne bete ko  as single parent paala aj wo aik kamyab shadi shuda zindagi guzar rahi hai unhone doosri shadi ker li thi
Bhet choti age me hee Faisal ke father ki death ho gai thi jiske bad Faysal ne  lollywood me qaddam rakha lollywood me faysal ko us hisab se kamyabi nahi jo wo desrve ker te the lakin late director syed javed fazil kee advice per faysal ne films chor ker dramas join kia starting me faysal ko sakht compitition ka samna tha adnan siddiqee ,humayun saed ,aejaz aslam aor Nauman ejaz ki mojudgi me  apna alag muqam bana pana bhet mushkil tha lakin Faysal ne apne kam se sabit kia ke wo ktne qabil hai manosalwa ,mane na yeh dil qaide tanhai  jese kamyab dramas me kam kerne ke bad aj  faysal Pakistan ke muqbool tareen actor hai unka drama qaide tanhai to bangladesh tek me onair gya ajkal unke kai dramas indian channel pe onair hai
Hina Dilpazeer wo actress hai jo aj unki audience ke  faces per smile lane ke reason bani unki shuhrat unki bemisal acting ki capability hai lakin  bhet kum log jante hai ke hinsa showbiz me aane se pehle bhet sare family problems ka shikar reh chuki.Hina ne khud apne interviews me bataya hai  showbiz me ane se pehle wo radio ki field se associate thi aik din unke husband ne gussa ki halat me Hina ko tallaq de di aor phir Hina ne showbiz join kia Hina is bat ka aetraf apne interviews me ker chuki hai ke starting me unhe bhet chote chote roles offer hue lakin phir faseeh bari khan kee telefilm me aik kirdar unka itna mushoor hua ke hina ke lia offers ki line lag gai ab tek wo kai hit serials me kam ker chuki.unke bete mustufa ko bhi singing ka shoq hai.
Saba Qamar aj  position pe hai wo purely apne bul boote per hai.saba ka show biz me koi family connection nahi hai unhone is field me aa ne ke bad lead roles hasil kerne ke lia bhet long struggle ki hai unka talluq punjab ke aik chote se sheher Gujranwala se hai wo bhet kum umer thi jab unke father ke death ho gai thi is ke bad unki mother ne unki family ko kis terha sanbhala aksar saba apne interviews me zikar ker ti hai.is waqt saba Pakistan ki no1 actress 2 bare humawards ke lia nominate hui thi aor is sal unhe bunty i love you ke lia best actress ka award dia gya .
Agha Sikandar agha ali's father old tv actor he died at the age of 32 only
Agha Ali rising star hai aaj ke dramas ke.aj koi bhi channel aesa nahi jispe Agha ke dramas onair na ho is successful celebrity ki life me pase parda kuch dukh bhi hai.Agha us waqt sirf 3  saal ke the jab unke fatherAgha Sikandar ki death ho gai jiske bad Agha ka khyal unke Nana ne rakha lakin phir unka bhi inteqal ho gya aor phir aghah ki life ka struggling period start hua Agha  ko perne likhne ka bhet shoq tha wo PHD kerna chahti the lakin haalat ki waja unhone bhet mushkil graduation ki aor phir drama world me enter ho gae jaha unke chacha uncle waseem abbas pehle hee acting me loha manwa chuke the aik bat aro anayat hussain bhatti agha ali ke dada hai.






cooking expert Tahira 's husband was died in a road accident.

About Author

Advertisement

Post a Comment

 
Top